Chaar Kadam歌词,Chaar KadamLRC歌词

00:00/00:00

歌曲名:Chaar Kadam  歌手:Shaan & Shreya Ghoshal  所属专辑:《未知》

作词:未知  作曲:未知  发行公司:未知  发行时间:

语言:  大小:9.26 MB  时长:04:03秒  比特率:320K  评分:0.0分

介绍:《Chaar Kadam》 是 Shaan & Shreya Ghoshal 演唱的歌曲,时长04分03秒,由未知作词,未知作曲,如果您觉得好的话,就把这首歌分享给您的朋友共同查看歌词,一起支持歌手Shaan & Shreya Ghoshal吧!

Chaar Kadam文本歌词

Chaar Kadam (四步) - Shaan & Shreya Ghoshal
Bin puchhe mera naam aur pataa
Rasmon ko rakh ke pare
Chaar kadam bas chaar kadam
Chal do naa saath mere
Bin puchhe mera naam aur pataa
Rasmon ko rakh ke pare
Chaar kadam bas chaar kadam
Chal do naa saath mere
Bin kuch kahe bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Chaar kadam bas char kadam
Chal do na saath mere
Hey bin kuch kahe bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Chaar kadam bas chaar kadam
Chal do na saath mere
Raahon mein tumko jo dhoop sataye
Chaaon bicha denge hum
Andhere daraye to jaa kar falak pe
Chand sajaa denge hum
Chhaye udaasi latife suna kar
Tujhko hansa denge hum
Hanste hansaate yunhi gungunaate
Chal denge chaar kadam
Yea yeah na na nana
La ra la ra
Tumsa mile jo koi rehguzar
Duniya se kaun darey
Chaar kadam kya saari umar
Chal dungi saath tere
Bin kuch kahe bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Char kadam bas char kadam
Chal do na saath mere
Bin kuch kahe bin kuch sune
Haathon mein haath liye
Char kadam bas char kadam
Chal do na saath mere
编辑于2021/03/06更新

Chaar KadamLRC歌词